Messages In This Digest (3 Messages)
- 1.
- My Collection of Shayari From: Pratap H. Solunke
- 2.
- Out of boundaries From: ~* ~ Shashi Shetty ~*~
- 3.
- SHAYERI AGAIN VOL-2 From: mohammed ateeq
Messages
- 1.
-
My Collection of Shayari
Posted by: "Pratap H. Solunke" psolunke@yahoo.com psolunke
Thu Jul 17, 2008 11:18 am (PDT)
My Collection
of Shayari
************ ********* ********* ********* ********* ********* ******
Ye
dil udaas hai bahut
Ye
dil udaas hai bahut koi paighaam hi likh do
tum
apna naam na likho chalo gumnaam hi likh do
Meri
kismat me gham-e-tanhai hai lekin
tamam
umr na likho magar ek shaam hi likh do
Ye
janta hoon ke umr bhar tanha mujhko rehna hai
magar
pal do pal, ghadi do ghadi mera naam hi likh do
Chalo
hum maan lete hain saza ke mustahiq thehre
koi
inaam na likho, koi ilzaam hi likh do
------------
--------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- -
Hamare
Jaise Nahi
Thaame
Rakhna Haath Hamara Aise Hi
Dete
Rehna Saath Zindagi Bhar Aise Hi
Yu
To Milenge Zindagi Mein Chahne Wale bahut
Milenge
To Bas Hamare Jaise Nahi
------------
--------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- -
Zindagi
Zindgi
se hamne kabhi kucch chaha hi nahin
Chaha
jise bhi kabhi paya hi nahin
Jise
paya use kucch yun kho diya
Jaise
zindgi me kabhi koi aaya hi nahin
------------
--------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- -
itna
intzaar hai
ik
baat puchte rehte hain hum,
bhagwan
se fariyaad mein,
aisa
kya hai unki har baat mein,
kyun
aati hai bar bar woh meri yaad mein,
kya
bhagwan yahi woh pyar hai,
jisko
milne ke liye kiya,
hamne
itna intzaar hai.
------------
--------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- -
kuchh
mausam sapne lagte hain
shabnam
ke katron mein kaise khiza ke rang jhalakte hain
phoolo
ke chehro se kushboo ke moti bikharte hain
hawao
ki rawani se aati hai sargam kar rimjhim
jab
pani ke lehron se voh atkheliya karti aati hai
pairon
ke kitaron mein phir thandak bansane aati hai
jab
suraj se mil kar sham suneheri ho jati hai
kuch
mausam sapne lagte hain kuch mausam apne lagte hain
par
dost mile tum jaisa to sub mausam sache lagte hain
zindgi
ki tanha lehron mein jo dosti ke moti pirote hain
voh
phoolon ki traha dil ki rahon ko mehkate hain
------------
--------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- -
dil
dhadakta hai usi ke liye
mana
ki ham bhula nahi paate unhe ek pal ke liye
par
yu roya bhi nahi jaata ek pal ke liye
mila
jo yu wo milkar bichhad gaya zindgi ke liye
unhe
dil se nahi lagaya jaata dillagi ke liye
mana
ki ye baat har kisi ko lagti hai sacchi
par
har ajnabi nahi hote jamane mein bhulane ke liye
yu
to khuda se jo maanga wo paya dua mein
par
har dua kahan kabul hoti hai har kisi ke liye
wo
aayega na lautkar fir kabhi ye jaante hain
fir
bhi dil dhadkta hai aaj bhi usi ajnabi ke liye
------------
--------- --------- --------- --------- --------- --------- ---------
Jind
Jaan
Hasdi
Rahe Hamesha Meri Jaan
Kar
Dewaan Jind Main Ohton Kurbaan
Dekh
Ke Lok Khush Ohnu Ho Jande Ne Hairaan
Ki
Banke Oh Rahegi Hamesha Sadi Jind Jaan
------------
--------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- -
Dua Rab se
Dua
hai us rab se kabhi tumhain dard ka ehsaas na de
Pal
koi aisa na guzre jab mushkilo me ham saath na de
Kisi
saans me ham tumko bhule, rab hame aisi saans na de
------------
--------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- -
Phir
Yaad Aane Lage
Muddaton
baad dekha unhe, Hosh kaise thikane lage
Ashq
palko par aye meri aur lab thar-tharane lage
Jane
kaise hawa ye chali, phool phir muskurane lage
Jinko
mushkil se bhule the ham phir wahi yaad aane lage
------------
--------- --------- --------- --------- --------- --------- --------- -
nazar
aata hai
mujhe
pata nahin kya ho jata hai,
neend
aati nahin or chain kho jata hai,
phir
dil bechain ho jata hai,
or
khwaab kuch aisa aata hai,
ki
aap ka hath hamare hathon mein,
or
sar hamare kandhe pe nazar aata hai.
������������ \\\///
���������� /�������� \
���������� | \\�� // |
�������� ( | (.) (.) |)
---------o00o--(_)--o00o- --------- -----
Thanx..
Regards,
Pratap H. Solunke
------ooo0----------- --------- --------- --
����� (�� )���� 0ooo
������ \ (����� (�� )
������� \_)����� ) /
��������������� (_/
- 2.
-
Out of boundaries
Posted by: "~* ~ Shashi Shetty ~*~" zzshashizz@yahoo.com zzshashizz
Thu Jul 17, 2008 11:39 am (PDT)
Out of boundaries
http://funnypicturejokes.blogspot. com/
- 3.
-
SHAYERI AGAIN VOL-2
Posted by: "mohammed ateeq" mohammed_atheeq1@yahoo.co.in mohammed_atheeq1
Thu Jul 17, 2008 6:07 pm (PDT)
SHYERI AGAIN
fareb tha hasi mein, aashiqui samajh baithe... maut ko hi apni zindagi samajh baithe....
waqt ka mazak tha ya badnasibi hamari... unki do baton ko chahat samajh baithe.
ek raat wo mile khwab main,
humne pucha kyon thukraya aapne,
jab dekha to unki aankhon main bhi aansu they,
phir kaise puchte kyon rulaya aapne........
jakham aisa diya ke koi dawa kaam na aayi,
aag aisi lagai ke panni se bhi bhuj na paayi,
aaj bhi rote hai hum unki yaad main,
jinhe humari yaad aaj tak naa aayi
Mila woh bhi nahi karte
Mla ham bhi nahi karte
Wafa woh bhi nahi karte
Jafa ham bhi nahi karte
Unhe ruswai ka dukh hai
Hume tanhai ka gam hai
Gila woh bhi nahi karte
shikva ham bhi nahi karte
Kisi mod par takrav ho jata hai aksar
Ruka woh bhi nahi karte
Ruka ham bhi nahi karte
aapki muskan meri kamjori he,na keh pau meri majburi he,
kabhi to samjho meri khamoshi ko,kya kamoshi ko juban dena jaroory he.....
ansuonko kaha TANHAI me aya karo, par mehfil me ake hamara majak na udaya karo ,
ispar ansu tadap kar bole itne logo me bas apko hi TANHA pate he.........
waqt to humain bhula chuka hai mukadar bhi mukadar na bhula dey
doosti hum is liy nahi karty kio k darty hain koi phir se na rola dy
Har ayene ki kismat me tasveer nahi hoti.Har kisi ki ek si taqdeer nahi hoti.
Kuch aur bhi bad naseeb hai is zamane me. Jin ke hataun me mohabbat lakhir nahi hoti
Faqt
Mohammed Atheeq
From Chandigarh to Chennai - find friends all over India. Go to http://in.promos.yahoo.com/ groups/citygroup s/
Need to Reply?
Click one of the "Reply" links to respond to a specific message in the Daily Digest.
HAMARA PYARA PYARA WEBSITE JOIN KARNA NA BULE
http://www.j4jokes.com
http://funnypicturejokes.blogspot.com
http://www.j4jokes.com/chuknorris/
http://www.j4jokes.com
http://funnypicturejokes.blogspot.com
http://www.j4jokes.com/chuknorris/
MARKETPLACE
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Individual | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
No comments:
Post a Comment