Thursday, July 31, 2008

[Hindi_Jokes] Digest Number 1976

Messages In This Digest (11 Messages)

Messages

1a.

THIS FOR OUR FUTURE

Posted by: "Faysi" ekfaysal@yahoo.com   ekfaysal

Thu Jul 31, 2008 6:21 am (PDT)

THIS FOR OUR FUTURE
2.

VOICE OF INDIA BELOVED ICON OF SIKH YOUTH ISHMEET SINGH IS NO MORE

Posted by: "ripu daman" ripubatra@yahoo.com   ripubatra

Thu Jul 31, 2008 6:21 am (PDT)

IDOL TURNED IDEAL TURNED ICON ISHMEET SINGH IS NO MORE
VOICE OF INDIA
BELOVED ICON OF SIKH YOUTH
ISHMEET SINGH
IS NO MORE

When he would sing a lilting lyric, he made many cry; next he would hit a happy note with a chirpy song and the audience would dance in a frenzy.
Hope and icon of the Sikh youth, Ishmeet Singh, VOICE OF ALL OF US, is no more.
Ishmeet Singh (20) drowned in a swimming pool at a resort in Maldives at around 2000 hours Indian time. He had gone to Maldivesto take part in a concert. Gurprinder Singh Sodhi, father of Ishmeet, who shot to fame by winning the Star India TV Voice of India contest in November last year, said at their home in Ludhiana that the event management company, which took his son to the Maldives, informed him at around 8 pm that the singer died due to drowning in the swimming pool of the hotel where he was staying.
An honour, and the queer feeling!
Only months ago, Ishmeet Singh was honoured by ghazal samrat Jagjeet Singh and his wife Chitra with an award in memory of their deceased son who had passed away in an accident. It was difficult not to cry. And just months later, Ishmeet has also left us all. It is heartless to tell someone not to cry.

Ishmeet was a student of B.Com second year at the MNC college in Mumbai. His father said he had no idea whether his son knew swimming. He said Ishmeet had left Ludhiana on Monday for Chandigarh from where he went to Mumbai on way to the Maldives.
The news of Ishmeet Singh's death left the world, his millions of fans, South Asia's TV audience and the diaspora which followed his progress song after song, week after week, shell shocked.
The Sikh community had celebrated worldwide his achievement at becoming VOICE OF INDIA through a popular TV contest where millions kept faith him, his voice and his loving and polite personality, voting for him all the way right to the top last year.
None other than the planet's goddess of singing, Lata Mangeshkar, had blessed Ishmeet Singh. Since then, Ishmeet Singh had been in demand and even months after the show ended, TV channels would keep pulling him in one or the other program to boost their audience figures.
Forever shall Ishmeet Singh be known as the man who made being a turbaned Sikh the trendiest hairstyle statement, inspiring many Sikh young men and women to follow the ways of the Guru and keep unshorn hair. Being turbaned became synonymous with being beautiful and smart.
Perhaps Ishmeet Singh was always closer to God. The day he won the biggest contest on Indian TV in November 2007 was also the day of the Guru. It was Guru Nanak Dev Ji's gurpurab.
Ludhiana, from whose noisy and industrial lanes Ishmeet Singh had risen to become the brightest of the stars on Indian glamour horizon went into a total shock.
Sikhs who had celebrated the event from California to Calgary to Christchurch to Chandigarh were frantically calling to confirm whether the sad news was indeed true.
Ishmeet Singh was honoured by Sikhs worldwide, by even the highest of the high Sri Akal Takht.
Forever shall the Sikh community remain indebted to this young man who made us all feel proud of our identity.

Share files, take polls, and make new friends - all under one roof. Go to http://in.promos.yahoo.com/groups/
3a.

Solve Ittttttt.... mind IQ Qus And Paheli No-06 , Paheli No-07

Posted by: "mujeeb ahmed" mujeeb.sqatar@gmail.com   mujeeb_sqatar

Thu Jul 31, 2008 6:26 am (PDT)

*three persons father and 2 sons want to cross the river , *
*there is boat weight limit 50kgs. *
*father weight - 50kgs. and 2 son weight - 25kgs. 25 kgs.*

*Tellme how they can cross the river........*
**
**
* *****************
*
**
**
*Paheli No - 06*
*Jangalon ki baarat shahar aayi hai *
*lekin mere mann ko bhayee hai *
*tumbhi chaho to dekho usko *
*ismein nahin koi kathinai hai!*
**
*Guess It .......... Whatttt*
**
**
*******************

*Paheli No - 07*
*harr pal ka mujhe vo ehsaas dilati hai*
*mere saare kaam ko aasaan banati hai*
*bina usko dekhe main koi kaam nahin karta*
*jab vo bimaar pad jaaye to mujhe daant khilvaati hai*

*Guess It .......... Whatttt*
3b.

Solve Ittttttt.... mind IQ Qus And Paheli No-06 , Paheli No-07

Posted by: "mujeeb ahmed" mujeeb.sqatar@gmail.com   mujeeb_sqatar

Thu Jul 31, 2008 6:27 am (PDT)

*three persons father and 2 sons want to cross the river , *
> *there is boat weight limit 50kgs. *
> *father weight - 50kgs. and 2 son weight - 25kgs. 25 kgs.*
>
> *Tellme how they can cross the river........*
> **
> **
> * *****************
> *
> **
> **
> *Paheli No - 06*
> *Jangalon ki baarat shahar aayi hai *
> *lekin mere mann ko bhayee hai *
> *tumbhi chaho to dekho usko *
> *ismein nahin koi kathinai hai!*
> **
> *Guess It .......... Whatttt*
> **
> **
> *******************
>
>
> *Paheli No - 07*
> *harr pal ka mujhe vo ehsaas dilati hai*
> *mere saare kaam ko aasaan banati hai*
> *bina usko dekhe main koi kaam nahin karta*
> *jab vo bimaar pad jaaye to mujhe daant khilvaati hai*
>
>
> *Guess It .......... Whatttt*
>

> **
>
>
4.

Useful Tips to Cure Back Pain

Posted by: "Rajesh" verygood101@yahoo.com   verygood101

Thu Jul 31, 2008 6:28 am (PDT)



 

 

 
 

Share files, take polls, and make new friends - all under one roof. Go to http://in.promos.yahoo.com/groups/
5.

Re: funny storey " JUGAAD"

Posted by: "mujeeb ahmed" mujeeb.sqatar@gmail.com   mujeeb_sqatar

Thu Jul 31, 2008 6:29 am (PDT)

*JUGAAD (Money Less Job Done)*
> **
> Ek Din ki baat hai ek baar ek foreigner pehli baar india aaya jo ki richest
> tha vo saara india ghoomna chaah raha tha tabhi jab vo uttarpradesh pahuncha
> to raaste mein uski gaadi kharaab ho gayi aur door door tak koi work
> shop nahin tha to usne apne secratory se kaha call the mechenic right now,
> jab uske hotel ka mechenic aaya to usne kaha car ke engine mein problem hai
> bahot lamba kharcha hai kam se kam 50,000 ka usne kaha ok call taxi tabhi ek
> aadmi vahan se guzra aur usne poochha kya hua to secratory ne kaha car
> kharab ho gayi hai to uss aadmi ne kaha wait mujhe check karne do magar
> secratory ne kaha bahot lamba kharcha hai aadmi ne kaha kam se kam check to
> karne do usne car ke engine ko dekha aur na jaane kya usmein aur car ko
> start kiya car start ho gayi aur aadmi ne kaha jahan chaho ab jao car ab
> jaldi kharab nahin hogi to foriegner ne kaha ye kaise kiya tumne to aadmi ne
> kaha " jugaad" se foreigner ne jugaad se to aadmi ne kaha haan hum logon ke
> paas jugaad hota hai,, fir uss foreigner ne apna travel stop kiya aur apni
> country gaya aur apni sarkaar se ye baar batai ke india ke paisa ek aisa
> formula hai jisse car aur koi bhi kaam aasani bina paise ke ho jaata hai to
> vahan ki government ne manmohan ke saath meeting rakhi aur vahan ki
> government ne kaha mujhe vo formula chahiye jisse saare kaam aasani se ho
> jaata hai to manmohan singh ne kaha kya to vahan ke government ne kaha thats
> called "" JUGAAD"" to manmohan singh ne kaha sorry gantleman main aapko
> sabkuchh dene ko tayyar hoon magar bas aapko JUGAAD nahin de sakta to vahan
> ki government ne kaha kyun to manmohan singh ne kaha kyunki my friends WHOLE
> INDIA RUNNING ON JUGAAD (Saara india formula "JUGAAD" se hi chalta hai. ye
> hum aapko de denge to hamare paas kuchh nahin bachega then doosri country ke
> governer ne kaha such a u have very good formula kaash ye hamare paas
> hota,,,,,,,,,
>
6.

Happy Friendship Day

Posted by: "Vinay Malhotra" vinay79malhotra@yahoo.com   vinay79malhotra

Thu Jul 31, 2008 6:31 am (PDT)

Happy Friendship Day
7.

Fw: Pls forward to all UR friends

Posted by: "karuna sree" karunasri1986@yahoo.co.in   karunasri1986

Thu Jul 31, 2008 6:33 am (PDT)



--- On Tue, 29/7/08, Yamini Lanjekar <yamini_rsk@yahoo.co.in> wrote:

From: Yamini Lanjekar <yamini_rsk@yahoo.co.in>
Subject: Pls forward to all UR friends
To: "~* ~ Shashi Shetty ~*~" <zzshashizz@yahoo.com>, "~~SHWETA~~" <shwetakapoor_05@yahoo.co.in>, headhumanresourcesdepartment1@googlemail.com, heenaboricha@gmail.com, nivichat@yahoo.co.uk, pranaya.k@gmail.com, pranaya.vardam@gamil.com, pranaya.vardham@gmail.com, prishi_pari@yahoo.com, terryoh60@yahoo.com, yamini_rsk@yahoo.co.in, yourbites@yahoo.com, "♥♥♥♥♥♥(R) R@/| $|-|@|/@|/k@r ($)♥♥♥♥♥♥" <oneandtheonly@gmail.com>, "Amba Bharati Desai" <bharatisripaddesai@yahoo.co.in>, "anand bisht" <bisht_anand@yahoo.com>, "Anil Kumar" <anilkumar_engr5@yahoo.co.in>, "ANUP KUMAR" <kumarwaiting@yahoo.co.in>, "Ashish T" <ashishtk@gmail.com>, "ATUL VYAS" <atul_vys@yahoo.co.in>, "Basant Sain" <basant_sain@yahoo.co.in>, "bharat dhumal" <bharat_dhumal@rediffmail.com>, "bhola ram" <desi.bomb@gmail.com>, "black rose" <sweetawni@gmail.com>, Chauhan.Amit@iflexsolutions.com, Chauhan.Amit@iflexsolutions.com, "CHETAN PATEL" <chetancpatel1982@yahoo.com>,
"Chhaya" <chhaya@naukri.com>, "fun_shop95" <fun_shop95@yahoo.com>, "ganeshkumble11" <ganeshkumble11@gmail.com>, "glassnost" <mush2talk@yahoo.com>, "imran ahmad" <imran2098@yahoo.com>, "karuna sree" <karunasri1986@yahoo.co.in>, "kavita suda" <kavita_sud@yahoo.co.uk>, "kishir kadulkar" <kadulkar.kishor@gmail.com>, "Kumar Manu" <manukumar22@yahoo.com>, "Love is Life" <broken..drop@gmail.com>, "manisha p thakur" <mmp_manisha@yahoo.co.in>, "mina_oza75" <mina_oza75@yahoo.com>, "mynksha" <mynksha@yahoo.co.in>, "Naushad Khan" <naushad2020@yahoo.co.in>, "Neha Parikh" <me.neha1221@gmail.com>, "nisha manjrekar" <namanjrekar@yahoo.com>, "parimal kargutkar" <parimalkargutkar@yahoo.co.in>, "RAJIV CHAUDHARY" <rajiv_chaudhary_1@yahoo.com>, "Rajnish Purohit" <kni_tapshya@yahoo.co.in>, "rakesh rao" <tnrakeshrao@yahoo.co.in>, "Raviraj Avadhut Lanjekar" <lanjekarraj@rediffmail.com>, "rutu lanjekar" <ruturaj_lanjekar@rediffmail.com>, "ryan dcunha" <ryan_kooldude@yahoo.com>,
"saima shaikh" <saima_shaikh1234@yahoo.com>, "Sameer Masalawala" <sam_200391@yahoo.com>, "SANDIP PATEL" <yashir2007@yahoo.co.in>, "sania seher" <saniaseher@yahoo.com>, "Saniya Mirja" <SweetShelly.Verma@gmail.com>, "shahrukh khan" <shahrukh_khan20042000@yahoo.com>, "sheetal kaluskar" <sheetalk17@yahoo.co.in>, "sheime_sem" <sheime_sem@yahoo.com>, "Shiv@nsh" <shivansh9@gmail..com>, "SIDDHESH KARANGUTKAR" <siddhesh.karangutkar@gmail.com>, "Sonia" <pu..sonia@yahoo.com>, "sujit kargutkar" <kargutkarsujit@hotmail.com>, "suraj_nitjsr" <suraj_nitjsr@yahoo.co.in>, "swati kargutkar" <swatikargutkar29@yahoo.com>, "syed_spicy" <syed_spicy@yahoo.co.in>, "tushar parmar" <tushar170@yahoo.com>, "Usha Manjrekar" <ushamanjrekar@yahoo.co.in>, "verma_rahul31" <verma_rahul31@yahoo.co.in>, "Vinay Malhotra" <vinay79malhotra@yahoo.com>, "vinay tm" <vinay_tm@yahoo.co.in>, "yahoo yahoo" <clubrecitopia@yahoogroups.com>, "yamini lanjekar" <yamini@skwheels.net>, "zen k"
<kzenobia@gmail.com>, "zeno kargutkar" <kzenobiya@yahoo.co.in>
Date: Tuesday, 29 July, 2008, 12:53 PM

To:

 
 

Dear Friends,

The below 4yrs baby name POOJA was kidnapped by a person at some where and now she is under Kerala Police custody . Since the baby could not communicate her identification clearly, Police is struggling to find her parents. The flg information was given by the baby which may or may not be correct also. Requesting all to forward her photograph to the maximum people in India to identify her parents / relatives.

Hope this will cost only your time and will help on life.

Information given by the baby:  

POOJA

Father's Name          : Mr. Rajkiran
Mother's Name         : Mrs. Munny Devi
Language                 : HINDI
Place                       : Nagaluppi (this was pronounced by the baby which Police could not find such a place. The place must be related to the mentioned name). She is having one younger Brother & Elder Sister..

If any information or query, please contact 'Nirmala Sisu Bhavan, Trivandrum , Kerala. Phone: 0471-2307434

I pray god to help this cute baby baby......let's join our hands to God by forwarding this mail.....................

 

 

 

Pray to God for her safe return to her mother

 

 

--
Regards,

Judith Lewis
Navi Mumbai SEZ Pvt. Ltd.
Procurement Department
Jai Tower,6th Floor 'A' Wing
C.B.D. Belapur
Navi Mumbai
Tel: 022-40723184
Mobile : 9967573576"Confidentiality Warning: This message and any attachments are intended only for the use of the intended recipient(s). are confidential. and may be privileged. If you are not the intended recipient. you are hereby notified that any review. re-transmission. conversion to hard copy. copying. circulation or other use of this message and any attachments is strictly prohibited. If you are not the intended recipient. please notify the sender immediately by return email. and delete this message and any attachments from your system. Virus Warning: Although the company has taken reasonable precautions to ensure no viruses are present in this email. The company cannot accept responsibility for any loss or damage arising from the use of this email or attachment."

This email and any attachments are confidential and access
to this email or attachment by anyone other than the addressee
is unauthorised. If you are not the intended recipient please
notify the sender and delete the email including any attachments.
You must not disclose or distribute any of the contents to any
other person. Personal views or opinions are solely those of the
author and not of Trafigura. Trafigura does not guarantee that
the integrity of this communication has been maintained nor
that the communication is free of viruses, interceptions or
interference. By communicating with anyone at Trafigura by
email, you consent to the monitoring or interception of such
email by Trafigura in accordance with its internal policies.
Unless otherwise stated, any pricing information given in this
message is indicative only, is subject to change and does not
constitute an offer to deal at any price quoted.
 

Messenger blocked? Want to chat? Here is the solution.

Unlimited freedom, unlimited storage. Get it now, on http://help.yahoo.com/l/in/yahoo/mail/yahoomail/tools/tools-08.html/
8a.

Priety Zinta Old Wallpapers

Posted by: "pravin kote" pravin2k2002in@yahoo.com   pravin2k2002in

Thu Jul 31, 2008 6:34 am (PDT)



Priety Zinta Old Wallpapers

Join us at http://bollyhangama .blogspot. com/
bollywood actor actresses bollywood films wallpapers

Priety Zinta Old Wallpapers

http://groups. yahoo.com/ group/hindi_ jokes

9a.

Ishmeet Singh passes away

Posted by: "bhatt maharshi" maharshibhatt_2007@yahoo.co.in   maharshibhatt_2007

Thu Jul 31, 2008 6:37 am (PDT)



Ishmeet Singh, winner of Star Voice of India of 2007 was
found dead on Tuesday evening. He had drowned in a swimming pool at a
hotel in the Maldives. Ishmeet was 19 years old and was said to have a
very bright future. He had gone to the Maldives for a concert.

Ishmeet
was one of the most talented guys in the Voice of India contest on Star
Plus and defeated Harshit Saxena from Lucknow in the finals. After his
win, he was in the process of recording his own album and had only
recently recorded a song under the guidance of music director Lalit
Pandit (of Jatin-Lalit fame). Ishmeet was a talented singer from
Ludhiana, who had given up his studies and gone against his parents
wishes to participate in the Voice of India contest.

Lalit
Pandit, one of the judges in the Voice of India contest, says, "It is
extremely sad as apart from being a very talented singer, he was also
an extremely nice and caring boy. He was just in the process of
recording with his album. Alka Yagnikji gave me the bad news just now,
and it has shaken me completely. He was hardly only 19 years old."

Reminiscing
about the show, Voice of India, Pandit adds, "I have Ishmeet's family
as well and they are very nice people. His sister used to come on the
show regularly. Both of them used to come to my house regularly for
guidance. I still remember how he sang my songs like `Mujhe raat din'
(Sangarsh) and `Chand sifarish jo karta' (Fanaa). He was brilliant and
all his notes were in place. He had a brilliant future and it's
extremely sad. I pray to God to give strength to his family in their
moment of grief."

Sr creative director, Star, Anupama Mandloi,
says, "We are all shocked at this news.  We don't have complete
information yet as we too are getting all the details in bits and
pieces. All we know is that he has drowned accidentally in a swimming
pool. He was there for a concert along with couple of others like Vyom
of Chote Ustad and Arunima who was also a part of Voice of India. He
died before the concert. We are in the process of getting rest of the
details."

Mandloi further says, "I have just spoken to his
father and obviously they are completely distraught over the completely
unexpected and unfortunate incident."











Share files, take polls, and make new friends - all under one roof. Go to http://in.promos.yahoo.com/groups/
10.

Spl. for some Oneeeeeeeeeeeeeeeeee

Posted by: "Kuldeep Vatsa" kuldeepvatsa@yahoo.com   kuldeepvatsa

Thu Jul 31, 2008 6:39 am (PDT)

Hi Jaan plz send me mail on my email id -- �kuldeepvatsa@yahoo.com


__________________________________________________________
__________________________________________________________
__________________________________________________________
__________________________________________________________

Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchaan Na Paye,
Khud Hee Kar Li Bewafai Humne,
Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye.

Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log moothi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo.

Dil ko dhadkna tu ne sikhaya,
Dil ko tadapna tu ne sikhaya,
Aankhon mein aansoon kahin chupe the,
Unko jhalakna tu ne sikhaya.�

Rooth gaya hai mujhko manane waala
Ab koi nahi naaz mera uthaane wala
Per jaane kya sochta hai
Yeh khula darwaaza Shayad
Rasta bhool gaya hai, aaane waaala

Kabhi Kabhi teri palkon pe jhilmilaaun main,
Tu kare intzaar aur na aau main,
Samunder main le ja kar fareb na karna e-dost,
Tu kahe to kinare pe doob jaau main.

Ae mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon main guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq main har gam pe rona aaya…
Jab hua zikar zamaane me mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-nakaam pe rona aaya…..


Jaane kya mujhse zamana chahta hai,
Mera dil tod kar mujhe hasaana chahta hai…..
Jaane kya baat jhalakti hai mere chehre se,
Har koi mujhe aazmana chahta hai……

Raat kya dhali , sitare chale gaye
Gairon se kya gila ,jab apne chale gaye
Jeet to sakte the hum ishq ki baazi ,
Par unko jitaane ke liye hum har-te chale gaye

Hui hum se ye nadani,
Ki teri mehfil mein aa baithe
Ho ke zameen ki khakh
Aasman se dil laga baithe…�

Apne Aagaaz Se Aaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ehsaas Hai
Jaise Chaahat Meri Hee Kam Rahi

Umeedon ke sahare jiye ja rahe hai,
Tera naam lab se liye jaa rahe hai,
Ek tum ho ki aane ka naam nahi lete,
Ek hum hai ki intezar kiye jaa rahe hai…�

Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna,
Kabhi kisi ka aitbaar na karna,
Tham ke khanjar apne hi hathon mein,
Bedardi se apne dil par vaar na karna.�

Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai,
Tanhai main sheher basaaya karta hai,
Kaisa paagal shaks hai saari saari raat,
Deewaroon ko dard sunaya karta hai,
Ro deta hai aap hee apni baatoon par,
Aur phir khud ko aap hasaya karta hai.�

Har pyar kamyab nahi hota,
Har yaar wafadar nahi hota,
Yeh to dil milne ki baat hai,
Varna saat pheron mein bhi pyar nahi hota�

Har baat na yaro se pucho.
Raaz ki ho bat to esharo se pucho.
Lehro se khelna to shauk hai samundar ka
Chot kaise lagti hai kinaro se pucho………��

Sapno ki tarha aakar chali gayi
Apno ko bhula kar chali gayi
Kis bhool ki saja di
Usne pehle hasaya phir rula kar chali gayi

Har lafz ko kagaj pe utara nahi jaata,
Har naam ko sar-e-aam pukaara nahi jaata,
Hoti hai pyar mein kuch raaz ki baatein,
Yunhi to is khel mein harra nahi jaata….�

Aisa nahi ki aap yaad aate nahi,
Khata sirf itni hai ki hum bataate nahi,
Pyaar to bahut karte hain hum aapse,
Nadan ho aap isliye hum jataate nahi.�

Pathar agar tha unka dil
To mera kaanch ka na banaya hota
Unhe pighalna nahi aaya to,
Mujhe sambhalna hi sikhaya hota.

Rulane se pehle ek bar hasaya to hota,
Kasur kya hai is dil ka bataya to hota,
Mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne,
Kaash ye dil humne kabhi lagaya na hota.�

Toote hue pyale mein jaam nahi aata,
Dil ke mare ko aaram nahi aata,
E-dil todne wale pehle ye to socha hota,
Ki toota hua dil kisi ke kaam nahi aata.�

Jab bhi tujhse milne ki takdeer nazar aayi,
Mujhe apne pairo me padi zanjeer nazar aayi,
Teri yaad mein nikal pade mere aansoo,
Aur har aansoo me teri tasveer nazar aayi.�

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar,
Dil Se Dil Ka Rishta Apni Jagah,
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen,
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah….�

Be-Aitbaar waqt pe Jhunjla ke ro parey
Kho ke kabhi ussey toh kabhi Paa ke ro parey
Kab tak kissi ki yaad mein roenge umar bhar
Hum khud ko kitni baar yeh samjha ke ro parey

Mohabbat mujhe thee usi se sanam,
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ,
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki,
Kabar mein bhi yeh Dil Dhadkta raha…��

Beet jaate hain jo vo zamane nahi aate,
Aate bhi hain toh log purane nahi aate,
Is kadar bikhra hai ashiyana mera,
Zahan panchi bhi raat bitane nahi aate……

Aaj arse baad jab suni uski awaaz,
Toh laga ki mere bahut pass hai woh,
Ho gayi nam yeh aankhen jab hosh aaya,
Aur paya ki kabhi naa puri hone wali aas hai woh…�

Aap ki wo zaalim ada, mujh ko bimaar kargayi,
Ek baar aap muskura kya diya,teer ko dilke paar kargayi.
Woh bewafa hai to kiya, mat bura kaho usko,
Ke jo hua so hua, khush rakhey khuda usko

Kitna bebas he insan kismat ke aage,
Kitne benur he sapnae hakikat ke aage,
Koi ruki hui dhadkan se puche,
Kitna tadpata he dil mahobbat ke aage…�

Palko ke kinare jo humne bhigoye nahi,
Sab sochte hain ki hum kabhi roye nahi,
Sab poochte hai khwabo mein kise dekhte ho,
Hum hai ki ek umar se soye nahi….

Khali shishe bhi nishaan rakhte hain…
Tute hue dil bhi armaan rakhte hai…
Joh khaamoshi se guzar jaye,
Woh dariya bhi dil me toofan rakhte hain…�

Jinki aankhen aansuon se namm nahi,
Kya samajhte ho unhe kya koi gham nahi?
Tum tadap kar ro diye toh kya hua?
Gham chhupa ke hasne waale bhi kam nahi…�

Samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
Aankhn main aansuu laa bhi nahin sakta,
Tum saath chhodkar jaa rahe ho mera,kasoor nahin tera,
Har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa…….�

Chaandni raato mein jab sara jahan sota hai,
Lekin kisi ki yaadon mein koi badnaseeb rota hai,
Dil todne wala toh
aram se sota hai Par ,
Wafa-e-mohabbat nibhane wala hee apna sab kuch khota hai,�

Gile kagaz ki tarha hai jindagi apni,
Koi jalata bhi nahi or koi bahata bhi nahi,
Is kadar akele hain raahon mein dil ki,
Koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi….!�

Zindagi hai nadan isliye chup hoon,
Dard hi dard subah shaam isliye chup hoon,
Keh doon zamane se dastan apni,
Usme ayega tera naam isliye chup hoon.�

Tute khwabo ko phir sajana aata hai,
Roothe dil ko manana aata hai…
Aap hamare gum ko dekhkar pareshaan na ho,
Hamein to dard mein bhi muskarana aata hai…�

Wo mil jate hai kahani bankar,
Dil mein bas jate hai nishani bankar,
Jinhe hum rakhte hai apni aakho mein,
Kyo nikal jaate hai wo pani bankar….�

Tanhaiyo ne jab bhi unhe sataya hoga,
Tab tab unhe mera khayaal aaya hoga,
Gham ye nahi ki wo bhool gaye hume,
Gham ye hai ki ro-ro kar bhulaya hoga….�

Unse roj milne ko jee chahta hai,
Kuch sunane sunaane ko jee chahta hai,
Kisi ka manane ka andaaz hai aisa,
Ki aaj phir rooth jane ko jee chahta hai….�

Pyas wo dil ki bujhane kabhi aaya hi nahi,
Kaisa badal hai jiska koi saaya bhi nahi,
Berukhi isse badi our bhala kya hogi,
Ek muddat se usne hamein sataya bhi nahi…�
o
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log moothi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo.

Dil ko dhadkna tu ne sikhaya,
Dil ko tadapna tu ne sikhaya,
Aankhon mein aansoon kahin chupe the,
Unko jhalakna tu ne sikhaya.�

Rooth gaya hai mujhko manane waala
Ab koi nahi naaz mera uthaane wala
Per jaane kya sochta hai
Yeh khula darwaaza Shayad
Rasta bhool gaya hai, aaane waaala

Kabhi Kabhi teri palkon pe jhilmilaaun main,
Tu kare intzaar aur na aau main,
Samunder main le ja kar fareb na karna e-dost,
Tu kahe to kinare pe doob jaau main.

Ae mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon main guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq main har gam pe rona aaya
Jab hua zikar zamaane me mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-nakaam pe rona aay..


Jaane kya mujhse zamana chahta hai,
Mera dil tod kar mujhe hasaana chahta hai.
Jaane kya baat jhalakti hai mere chehre se,
Har koi mujhe aazmana chahta hai

Raat kya dhali , sitare chale gaye
Gairon se kya gila ,jab apne chale gaye
Jeet to sakte the hum ishq ki baazi ,
Par unko jitaane ke liye hum har-te chale gaye

Hui hum se ye nadani,
Ki teri mehfil mein aa baithe
Ho ke zameen ki khakh
Aasman se dil laga baithe�

Apne Aagaaz Se Aaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ehsaas Hai
Jaise Chaahat Meri Hee Kam Rahi

Umeedon ke sahare jiye ja rahe hai,
Tera naam lab se liye jaa rahe hai,
Ek tum ho ki aane ka naam nahi lete,
Ek hum hai ki intezar kiye jaa rahe hai�

Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna,
Kabhi kisi ka aitbaar na karna,
Tham ke khanjar apne hi hathon mein,
Bedardi se apne dil par vaar na karna.�

Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai,
Tanhai main sheher basaaya karta hai,
Kaisa paagal shaks hai saari saari raat,
Deewaroon ko dard sunaya karta hai,
Ro deta hai aap hee apni baatoon par,
Aur phir khud ko aap hasaya karta hai.�

Har pyar kamyab nahi hota,
Har yaar wafadar nahi hota,
Yeh to dil milne ki baat hai,
Varna saat pheron mein bhi pyar nahi hota�

Har baat na yaro se pucho.
Raaz ki ho bat to esharo se pucho.
Lehro se khelna to shauk hai samundar ka
Chot kaise lagti hai kinaro se pucho��

Sapno ki tarha aakar chali gayi
Apno ko bhula kar chali gayi
Kis bhool ki saja di
Usne pehle hasaya phir rula kar chali gayi

Har lafz ko kagaj pe utara nahi jaata,
Har naam ko sar-e-aam pukaara nahi jaata,
Hoti hai pyar mein kuch raaz ki baatein,
Yunhi to is khel mein harra nahi jaata.�

Aisa nahi ki aap yaad aate nahi,
Khata sirf itni hai ki hum bataate nahi,
Pyaar to bahut karte hain hum aapse,
Nadan ho aap isliye hum jataate nahi.�

Pathar agar tha unka dil
To mera kaanch ka na banaya hota
Unhe pighalna nahi aaya to,
Mujhe sambhalna hi sikhaya hota.

Rulane se pehle ek bar hasaya to hota,
Kasur kya hai is dil ka bataya to hota,
Mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne,
Kaash ye dil humne kabhi lagaya na hota.�

Toote hue pyale mein jaam nahi aata,
Dil ke mare ko aaram nahi aata,
E-dil todne wale pehle ye to socha hota,
Ki toota hua dil kisi ke kaam nahi aata.�

Jab bhi tujhse milne ki takdeer nazar aayi,
Mujhe apne pairo me padi zanjeer nazar aayi,
Teri yaad mein nikal pade mere aansoo,
Aur har aansoo me teri tasveer nazar aayi.�

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar,
Dil Se Dil Ka Rishta Apni Jagah,
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen,
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah….�

Be-Aitbaar waqt pe Jhunjla ke ro parey
Kho ke kabhi ussey toh kabhi Paa ke ro parey
Kab tak kissi ki yaad mein roenge umar bhar
Hum khud ko kitni baar yeh samjha ke ro parey

Mohabbat mujhe thee usi se sanam,
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ,
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki,
Kabar mein bhi yeh Dil Dhadkta raha…��

Beet jaate hain jo vo zamane nahi aate,
Aate bhi hain toh log purane nahi aate,
Is kadar bikhra hai ashiyana mera,
Zahan panchi bhi raat bitane nahi aate

Aaj arse baad jab suni uski awaaz,
Toh laga ki mere bahut pass hai woh,
Ho gayi nam yeh aankhen jab hosh aaya,
Aur paya ki kabhi naa puri hone wali aas hai woh�

Aap ki wo zaalim ada, mujh ko bimaar kargayi,
Ek baar aap muskura kya diya,teer ko dilke paar kargayi.
Woh bewafa hai to kiya, mat bura kaho usko,
Ke jo hua so hua, khush rakhey khuda usko

Kitna bebas he insan kismat ke aage,
Kitne benur he sapnae hakikat ke aage,
Koi ruki hui dhadkan se puche,
Kitna tadpata he dil mahobbat ke aage�

Palko ke kinare jo humne bhigoye nahi,
Sab sochte hain ki hum kabhi roye nahi,
Sab poochte hai khwabo mein kise dekhte ho,
Hum hai ki ek umar se soye nahi.

Khali shishe bhi nishaan rakhte hain�
Tute hue dil bhi armaan rakhte hai
Joh khaamoshi se guzar jaye,
Woh dariya bhi dil me toofan rakhte hain�

Jinki aankhen aansuon se namm nahi,
Kya samajhte ho unhe kya koi gham nahi?
Tum tadap kar ro diye toh kya hua?
Gham chhupa ke hasne waale bhi kam nahi�

Samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
Aankhn main aansuu laa bhi nahin sakta,
Tum saath chhodkar jaa rahe ho mera,kasoor nahin tera,
Har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa�

Chaandni raato mein jab sara jahan sota hai,
Lekin kisi ki yaadon mein koi badnaseeb rota hai,
Dil todne wala toh
aram se sota hai Par ,
Wafa-e-mohabbat nibhane wala hee apna sab kuch khota hai,�

Gile kagaz ki tarha hai jindagi apni,
Koi jalata bhi nahi or koi bahata bhi nahi,
Is kadar akele hain raahon mein dil ki,
Koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi�

Zindagi hai nadan isliye chup hoon,
Dard hi dard subah shaam isliye chup hoon,
Keh doon zamane se dastan apni,
Usme ayega tera naam isliye chup hoon.�

Tute khwabo ko phir sajana aata hai,
Roothe dil ko manana aata hai
Aap hamare gum ko dekhkar pareshaan na ho,
Hamein to dard mein bhi muskarana aata hai�

Wo mil jate hai kahani bankar,
Dil mein bas jate hai nishani bankar,
Jinhe hum rakhte hai apni aakho mein,
Kyo nikal jaate hai wo pani bankar

Tanhaiyo ne jab bhi unhe sataya hoga,
Tab tab unhe mera khayaal aaya hoga,
Gham ye nahi ki wo bhool gaye hume,
Gham ye hai ki ro-ro kar bhulaya hoga.�

Unse roj milne ko jee chahta hai,
Kuch sunane sunaane ko jee chahta hai,
Kisi ka manane ka andaaz hai aisa,
Ki aaj phir rooth jane ko jee chahta hai.�

Pyas wo dil ki bujhane kabhi aaya hi nahi,
Kaisa badal hai jiska koi saaya bhi nahi,
Berukhi isse badi our bhala kya hogi,
Ek muddat se usne hamein sataya bhi nahi


Recent Activity
Visit Your Group
Y! Entertainment

World of Star Wars

Rediscover the force.

Explore now.

Change your life

with Yahoo! Groups

balance nutrition,

activity & well-being.

Learn to live

a full life with these

healthy living

groups on Yahoo!

Need to Reply?

Click one of the "Reply" links to respond to a specific message in the Daily Digest.

Create New Topic | Visit Your Group on the Web

No comments: